Aanth dino me sadak ki marammat ki jaye, anyatha kam band kiya jayega

safe_image (15)-ed73e165

Alibag, Chendhre gram panchayat kshetra me bijali ke wires ke kamo ke karan sadak ki dusrvastha ho gayi hai. Iss sandarbh me aanth dino me faisla lekar sadak ki marammat na kiye jane par jamin ke niche se bijali ki purti karne vali wires ka kam band kiya jayega, aisa ishara bijali vitaran vibhag ko chendhre gram panchayat ki or se diya gaya. Sambandhit nivedan mahavitaran ke adhikariyon ko purv jila parishad sadasya Sanjay Patil, sarpanch Swati Patil, upsarpanch Yatin Gharat, purv upsarpanch Paresh Deshmukh, Sandip Dhawle inke margdarshan me diya gaya.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks