Murud Janjira

Murud, roha taluka ke audyogik prakap ka virodh, Bala Nandgaonkar inki kisano se batchit

92016872_2831817143540282_7823847159517675520_n-4e065adf

Murud aur roha taluka ke prastavik audyogik prakap ke khatir jamin sampadit karne ke liye yaha ke kisan aur machhuare barbad hone par hai, isliye iss bhag ke kisano ka aur machhuaron ka virodh hai. 7 january ko sham murud taluka ke chorda ke group gram panchayat karyalay ke samne vale maidan me MNS nete …

Murud, roha taluka ke audyogik prakap ka virodh, Bala Nandgaonkar inki kisano se batchit Read More »

Prashasan main samnvay ka abhav, sthanikon ka nuksan

wikipedia-16db17d0

  Murud: Prasiddha aitihasik Janjira kile par char dinon ke baad bhi jalvahtuk band hai. Iss se na sirf parytak balki sthanik vyavsayik bhi pareshan hai. Iss se zila prashasan aur puratattva vibhag ke beech samnvay ka abhav saaf dikhayi de raha hai. Janjira kila puratattva vibhag ne khula kiya hi nahi hai. Puratattva vibhag …

Prashasan main samnvay ka abhav, sthanikon ka nuksan Read More »

Gadiyon ka kar vasuli ka theka na nikalnepar murud nagar parishad ko arthik jhatka

11528296645_4932115f26_w-34dd5081

Murud nagar parishad dwara har saal paryavaran niyantran aur swatchhata fees ka theka march se april mahine me nikalta hai. Yah theka lene ke liye bohot se thekedar utsuk rahte hai. Saal me sadharan 12 lakh rupaiyon tak yah theka diya jata hai. Murud shahar me aanevale paryatakon ko shahar ke praveshdwar tak rukakar unke …

Gadiyon ka kar vasuli ka theka na nikalnepar murud nagar parishad ko arthik jhatka Read More »

Bijali ki chori karne vale choron se sadhe panch lakh rupaiyon ka jurmana vasul

32218108062_abc49364f9_w-38fc3564

Murud taluka ke bijali ke chori ke virodh me dhadak muhim hathon me li gayi hai. Murud mahavitaran ke up karyakari abhiyanta Sachin Yerekar inke margdarshan me abhitak 15 logon par karvayi ki gayi hai. Murud sheher, vihur, borli, rajpuri, aur kokban vibhag me karvayi ki gayi hai. Bijali ki chori Raat ke samay ki …

Bijali ki chori karne vale choron se sadhe panch lakh rupaiyon ka jurmana vasul Read More »

Nagarparishad main ‘Meri Vasundhara’ abhiyan ki shuruvat

11D3F08-ca23f80c

  Aagardanda: Rajya sarkar ka ‘Meri Vasundhara’ abhiyan 1 Janvari se 15 Janvari tak shuru rahnewala hai. Iss abhiyan ke antargat Murud-Janjira Nagarparishad ke sabhi nagarsevak, adhikari aur karmchariyon ne sabhagruh main Nagaradhyaksha Sneha Patil ji ke sath Harit shapath lee. Yah abhiyan paryavaran surksha ke liye shuru kiya gaya hai. Iss abhiyan ke antargat …

Nagarparishad main ‘Meri Vasundhara’ abhiyan ki shuruvat Read More »

Enable Notifications    OK No thanks