Kamble

‘Mazi kanya Bhagyashri’ yojana ke tahat 208 labharthiyon ko mile 52 lakh

ladkiyon ka janmdar badhane ki koshish

  Alibag: Rajya main ladkiyon ka janmdar badhane ke liye prashasan ki taraf se Ekatmik Balvikas Seva Yojna ke tahat ‘Mazi Kanya Bhagyashri (Sudharit) yojana prabhavi tarike se karyanvit ki ja rahi hai. Iss yojna ke tahat pahli beti ke janam ke baad kutumb niyojan opration karne par bati ke bank account main 50 hajar …

‘Mazi kanya Bhagyashri’ yojana ke tahat 208 labharthiyon ko mile 52 lakh Read More »

Lingbhed mitane ke liye samaj ki soch badalani jaroori: Ziladhikari

Karyshala main baat karati ziladhikari

  Alibag: Stri-Purush nisarg ne nirman kiye hai aur samajvyavstha Insaan ne nirman ki hai. Isliye samajvyavstha badalegi, soch badlegi tabhi stri-purush bhed mit jayega, aisa ziladhikari Nidhi Chaudhary ji ne kaha. ‘Beti Bachao, Beti Padhao, Beti Badhao’ iss upkram ke antargat garbhadharnapoorv aur prasutipoorv nidantantra kanoon ka asardar amal karvane ke liye ziladhikari karyalay …

Lingbhed mitane ke liye samaj ki soch badalani jaroori: Ziladhikari Read More »

Kheti se jude vyavsay karnewale ko bhi milega Kisan Credit Card ka labh

kisan-credit-card-big-f37d9b38

  Alibag: Guardian minister Aditi Tatkare aur ziladhikari Nidhi Chaudhary je ke margdarshan par zile main dudh vyavsay, goat farming aur murgi palan jaise kheti se jude huye vyavsaay karnewale 100 kisanon ko Kisan Credit Card dwara shasan yojnaon ka labh pahunchane ka praytan kiya janewala hai. Zile ka pashuvibhag aur Bank of India ne …

Kheti se jude vyavsay karnewale ko bhi milega Kisan Credit Card ka labh Read More »

Prashasan main samnvay ka abhav, sthanikon ka nuksan

wikipedia-16db17d0

  Murud: Prasiddha aitihasik Janjira kile par char dinon ke baad bhi jalvahtuk band hai. Iss se na sirf parytak balki sthanik vyavsayik bhi pareshan hai. Iss se zila prashasan aur puratattva vibhag ke beech samnvay ka abhav saaf dikhayi de raha hai. Janjira kila puratattva vibhag ne khula kiya hi nahi hai. Puratattva vibhag …

Prashasan main samnvay ka abhav, sthanikon ka nuksan Read More »

Enable Notifications    OK No thanks