Alibag ke jetty ki marammat ke karya ko teji milegi

safe_image (13)-5bdd37bb

Alibag ke purane jetty ko lagkar machhuaron ke boat ke liye 200m lambi aur 30m badi adhunik jetty banane ki maang alibag ke nagar adhyaksh Prashant Naik inhone palakmantri Aditi tatkare inke pass ki thi. Filhal hi me sambandhit nivedan bhi unhone diya tha. Mantralay me 8 December, 2020 alibag ke jetty marammat aur jetty ko bada karna, suvidhaen uplabdh karne ke liye baithak ka ayojan kiya gaya tha.

Baithak me rajya mantri inhone bataya ke, bandar par ek waqt par kuch hi naukaen khadi karne ki suvidha hai. Machhuaron ki sankhya dekhte hue jetty ki lambai 15 se 20m badhana jaruri hai. Machhuaron ko diesel vahtuk karna saralta se ho isliye jetty ke najdiki jagah ki janch karke Pradhan mantri matsya sampada yojana ke antargat diesel uplabdh karke dena avashyak hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks