Alibag kinare ke bandhare ki jald hi hogi marammat

2769759613_a81e0f3dc4_w (1)-d27649c4

Bhari barish aur chakravat me alibag samundar kinare par ke bandhare ka bada nuksan hone ke karan bandar vibhag ke adhikarion ne iss nuksan ki janch ki. Alibag ke samundar kinare ka maja lene aur alibag kila dekhne har saal hazaro parytak yaha aate hai. Alibag ke kinare najdiki bhag me jamin ki dhup na ho isliye dhup pratibandhak bandhara bandha gaya hai. Bhari barish aur badi lehro ke karan bandhare ka bada nuksan hua hai. Iss sandarbh me nagar adhyaksh Prashant Naik inhone shasan ki or se janch ki. Iss badhare ki agar jald se jald marammat nahi ki to bhavishya me bade sankat ka samna karne ki sambhavna taal nahi sakte. Isliye bandhare ke marammat ka budget tvarit mukhya abhiyanta K.T. Patil inhone diya. Iss par manjuri milte hi marammat ka kam shuru hoga.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks