Alibag : theronda fata ke yaha ganja japt kiya gaya

safe_image (2)-9fb90ab0

Alibag taluka ke theronda fata yahase 8 kilo 400 gram ganja japt kiya gaya, sambandhit vyakyi ko hirasat me liya gaya hai. Raigad sthanik apradh anveshan vibhag dwara chhapa dal yah karvayi ki gayi hai.

Sthanik apradh anveshan vibhag ko mili hui jankari ke anusar sthanik apradh anveshan shakha ki or se sahayak police nirikshak S.S. Navle aur police amaldar inki sanghatna taiyar ki gayi aur theronda fata yaha chhapa dala gaya. Iss samay Anish nandkumar talekar inhe hirasat me liya gaya hai.

Janch karne par 8 kilo 400 gram vajan ka ganja aur 750 rupaiye aisa 1 lakh 1 hajaar 550 rupaiyon ka rakam dikhayi di. Rakam japt kar Talekar inke virodh me revdanda police thane me apradh darj hua hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks