Gadiyon ke gati niyantran par niyam avashyak

8348600010_1344842d2b_w-729d3b79

Alibag – revas raston par gadiyon ko gati niyantran margdarshan tatva bankar dene ki jarurat hai. Side patti ki safai karne ki maang vahan chalakon se ho rahi hai.

Alibag mandwa, mandwa alibag in raston par badhti yatayaat yah vishay raste ke najdiki gaon rahivasiyon ki suraksha ke drishti se jaruri ho raha hai. Yatayaat badhne ka karan ro ro seva hokar uss vajah se paryatan ko teji mil gayi hai aur sthanik rahivasiyon ko ho raha rojgar nirmiti ka sawal ab dur hota dikhai de raha hai. Firbhi bahar se aane vali gadiyon par gati niyantran ke bareme margdarshan tatva banane ki jarurat hai.

Uske sath hi iss marg ko lagkar dusra rasta (optional) banane ki avashyakta hai, kyun ki yah rasta sabhi gaon se hokar gujarta hai jaha bhid jama hone ki sambhavna rahti hai (jhirad,  chondhi, thal) aise jagaho pe to dusra rasta hona jaruri hai aur yaha durghatna pratirodhak yantrana banani chahiye.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks