JNPT ka container terminal mushkil me

JNPT

JNPT ke Javaharlal Nehru Bandar Container Terminal ke neejikaran karne sarkar ke naukanayan mantralaya ki or se jordar taiyari shuru hai. 31 march 2021 ke aakhri tak JNPCT ke neejikaran ki prakriya puri karne ko adhikariyon ko kaha gaya hai.
JNPT bandar ne april se july 2020-2021 is saal me 4 mahino me 1 lakh 54 hajaar 897 teus itna container maal ki janch ki hai. JNPT bandar ke antargat private GTPIPL bandar ke 4 mahino me 4 lakh 79 hajaar 851 aur 2 saal pehle naye sirese banaye gaye private BMCTPL ne 2 lakh 37 jahaar 192 teus itna container maal ki janch ki gayi hai. Jiske karan bandar neejikaran karke apna hi nuksan karne ka dawa kamgaron ki or se kiya ja raha hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks