Kachli, pitkiri kharbhumi yojana ke kamon ko kisano ka virodh

safe_image (22)-e3b74a56

Yojana mandal aur punarvasan khata ACRMP antargat chalaye jane vale ‘kachli, pitkiri kharbhumi yojana’ ke kamon ko kusumbale vibhag ke gyarah gaon kisan sanghatna ki or se virodh darshaya gaya hai. Kisano ke sawal chhut nahi rahe, tabtak kam shuru nahi hoga, aisa ishara bhi sanghatna ke adhyaksh Raja Keni inhone diya hai.

Iss yojana ka kam shuru karne se pehle kachli, pitkiri, vaghvira, chikhli yaha ke kisano ko shasan ke niyamon ke anusar rakam mile, saatbara utara ke khar Land ke stamp nikalkar ve saatbara khali karne ki maang gyarah gaon kisan sanghatna ne ki hai.

Kharbhumi yojana ka survey karte samay kharbhumi vibhag ke adhikari aur alibag ke filhal ke tehsildar dwara kam shuru karne se pehle niyamon ke anusar kisano ko rakam di jayegi, kisano ke bandh ko lagkar ke kandalvan bina tode yah kam pura hoga aisa ashwasan diya tha.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks