Karnala abhayaranya me jald hi hoga eco – tourism

Karnala

Panvel ke karnala abhayaranya ko milne vali paryatakon ki pasanti dhyan me rakhte hue eco – tourism vikasit kiya jayega. Is sandharbh me Nagpur me prakriti vikas mahamandal ke meeting me pariyojana ki ruprekha prastut ki gayi. Corona ke karan sabhi prakalpon par sankat ane ke karan yah pariyojana aage badane ki sambhavna dikhai de rahi hai.

2021 tak karnala me eco – tourism banaya jayega aisa vanparikshetra adhikari P.P. Chavhan inhone bataya. Karnala saal bhar me lakho me paryatak aate hai. Corona ke karan pichhle 6 mahino me yah paryatan kshetra band hai. Jiske karan yaha ke sthanik rahivasiyon ko lockdown ke karan Bade sankat ka samna karna pad raha hai. Paryatak na ane ke karan logon ke kamkaj par bada parinam hua hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks