Kya ropeway pariyojana viphal hogi?

Ropeway

Elephants bet par janeke liye samundar me unchai par banane vale 8km unchai ka shivdi-elephanta ropeway pariyojana pichhle ek saal se kiye gaye intazaar ke bad bhi Bhartiya Puratatva Khata se abhitak anumati nahi mili hai. Is karan kendriya sarkar dwara Mumbai port trust ke madhyam se banane vale 700 cr kharche ki pariyojana mushkil me aagayi hai.

Elephanta bet ke prachin leni dekhne ke liye desh videsh se laakho log aate hai. Bet par aane jane ke liye har roj 50 saal se Gateway of India, Mumbai se 11km ki duri par samudri antar me savva ghanta rukna padta hai. Is vajah se aane jaane vale logon ko pareshani na ho isliye elephanta ropeway pariyojana ki ghoshna ki thi.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks