Alibag taluka ke revdanda gaon ke kshetra me agli ki badi samundar kinare par basi hai. Yahaki mhashashur yatra har saal bade utsah se manayi jati hai. Lekin, iss saal corona ke karan yah utsah dikhayi nahi de raha. Mhashashur yatra har saal maagh ke mahine me dusre mangalwar ko hoti hai. Jiske liye mangalwar ko gine chune lohon ne samundar kinare jakar samundar snan karke apani parampara kayam rakhi.
Mhashashur yatra par corona ki chhaya
