Lockdown ke kalavadhi me ST buses band rakhne ke karan arthik pareshani ho rahi thi, karmchariyon ki tankhwa bhi ruk gayi thi. Aagar ki durdasha hone par marammat kab hogi, iss par sawal kiye ja rahe hai. Niyantran kaksh ke deevaron par bhi darare aagay hai, jiske karan durghatna hone ki sambhavna hai. Aagar ke praveshdwar ke samne gadde bujhane ki avashyakta hai. Iss vishay me pravasi sanghtna ke Shrikant surve yah jald hi marammat ke sandarbh me aagar pramukhon ko nivedan dene vale hai.
Aagar vhyavasthapak Sunil Waghchaure inhone bataya ki, madhyam karyalay ke pass marammat ka prastav bheja gaya hai. Kagaj patri prakriya filhal issi karyalay se ho rahi hai.