Patrakar dwara ki gayi tippani sakaratmak lena jaruri hai – Ashok Dudhe

41328272_2080497015316143_5468601623989190656_n-49d802c3

Patrakar yah lokshahi ka chautha stambh hai. Unke dwara dikhaye gaye galatiyon ke kamo me sudhar laya ja sakta hai. Unhone ki hui tipanniyon ko sakaratmak lena jaruri hai. Aisa pratipadan raigad ke police adhikshak Ashok Dudhe inhone kiya. Patrakar utkarsh samiti dwara patrakar din ke avsar par alibag me patrakaron ko margdarshan karyakram ka ayojan kiya gaya tha. Uss samay ve bol rahe the.

Police jiss tarah 24 ghante rasto par apna kartavya dikhate hai. Ussi tarah patrakar bhi samaj ko dnyay dene ke liye raatdin mehnat karte hai. Darpankar balshastri jambhekar inki parampara aaj ki pidhi imandari se aage le jaye aisa dhudhe inhone kaha.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks