Revdanda kinare par dhup pratibandhak bandhara bandhne ki maang

21392517354_670f692e0b_w-e3b51d25

Alibag taluka me revdanda gaon ko takriban 3km ka samundar hone ke karan, iss kinare ko dhup pratibandhak bandhara bandhne ki maang patan abhiyanta konkan bhavan inke pass khat nivedan dwara raigad jila parishad ke virodhi paksh ke Surendra mhatre inhone ki hai.

Iss bandhare ko 2015 ke arthik varsh me shasan ki or se manjuri mil nivida nikali jane par, CRZ ka adsar hone ke karan yah kam pura nahi ho saka. Iss kinare ki lagbagh 100ft dhup hone ke karan kinare najdik ke jhad gir gaye hai. Revdanda kinare ka tatkal vichar kare, aaisi maang ho rahi hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks