Samajik duri rakhte hue narli paurnima ka utsav manaya

Paurnima

Navi Mumbai: Koli samaj ka pasandita tyohar yani narli paurnima. Koliwada ke koli- aagri mahilaon ne social distancing ko dhyan me rakhte hue, koi bhid jama na karte hue dariya sagar ko bhojan ka naivedh dikhake soneka nariyan arpan kiya. Samundar ki pooja aur aarti ki gayi. Kisi bhi prakar ki yatra na nikalte hue, na ganonka shor, na nrutya, aise shant vatavaran me narli paurnima manayi gayi.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks