Sarkar dwara machhuaron ko nahi mili madad – Devendra Fadnavis

130018726_1953520384800884_5276962429727409366_o-8625cd79

Nisarg chakravat me bohot se machhuaron ka rojgar ka sadhan nasht hua. Lekin, aaghadi sarkar dwara kisi bhi prakar ki madad na dene par unhe angutha dikhaya janeka ki baat virodhi paksh neta Devendra Fadnavis inhone ki hai.

Koli mahasangh dwara machhuaron ke liye chije vatap karyakram revdanda ke hareshwar maidan par ayojit kiya gaya tha. Fadnavis inhone bataya ke, kendra dwara krushi ke dharti par machhuaron ke liye matsya sampada yojana taiyar karke naya jeevandan diya hai. Machhuaron ke liye hagam karj yojana layi gayi hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks