Sudhagad (pachchhapur) me ek tendue ne bachhde pe hamla karke use jakhmi kiya. Is ghatna se nagrik behat hi dare huye hai. Ghatit ghatna ke bare me van vibhag ko pata chalte hi puri ghatna ki panchayat ki gayi hai, aur nuksan bharpayi ka prastav shasan ko bheja gaya hai.
Nagrik ratme gharse bahar na nikle aur kam na hone par jungle me na jaye. Ratme darvaje aur khidki band rakhe. Chhote bacchon ko bahar akela na chhode, aise aavahan van kshetrapal ke dwara diye gaye hai.