Tala bajaar me kharedari ke liye bhid hui jama

120345265_5140886025937253_2098267434378559540_n-e5478d1a

Vyaparion ne ek hafta bajaar band rakhne ka avahan kiya tha. 21 september se 27 september aise sath din tak bajaar band tha. Jiske karan shahar ke corona marijon ki sankhya kam hote dikhai di thi. Lekin, sath dino ke bad bajaar shuru hote hi, nagrikon ne firse bajaar me bhid jama kar di thi. Is samay matsya bajaar, bank ka ilaka, aur baki jagaon par nagrikon dwara mask lagana aur social distancing ka palan nahi kiya ja raha tha. Jiske karan firse corona pidhiton ki sankhya badhne ki ashanka jatai ja rahi hai. Isliye nagarpanchayat ki or se niyam ka palan na karne vale nagrikon par karvayi karne ki jarurat hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks