Kapda vyapari aur jewellers inhone dukan me samajik jagah na rakhne ke karan jamabandi aadesh ka ullanghan karne par police adhikariyon ne karvayi ki hai. Shasan dwara corona sambandhit; kapda, jewelry, kirana vyapari or anya chijon par jo naye niyam lagaye hai unn niyamon ka palan na karnevalon par karvayi ki jayegi, aisa police adhikariyon ne bataya.
Vyavsayikon par karvayi
![SAVE_20210406_103326-86917d5a](https://kokan24.com/wp-content/uploads/2021/04/SAVE_20210406_103326-86917d5a.jpg)