Kamble

Nayi RTPCR lab ka mukhymantri ke hatho online udghatan

Alibag, Aug 23: Yahan ke District Civil hospital main naye RTPCR laboratory ka udghatan mukhyamantri Shri Uddhav Thakarey ji ne online liya. Iss samay up-mukhyamantri Shri Ajit Pawar bhi maujud the. RTPCR (Reverse Trascription-Polymerase Chain Reaction) yah ek nayi taknik hai jisse covid 19 ka ilaaj karana main kafi asaan hoga. Corona virus ke pehchan …

Nayi RTPCR lab ka mukhymantri ke hatho online udghatan Read More »

Jetty ki samsya ka samadhan….machhli vyapar ke liye sari suvidhanye di jane ke aadesh ad

Agardanda, Aug 17: Yahan maujuda sthan ko dhyan main rakhar uchit jagah par sari suvidha yukt mastya-jetty shuru karvane ke aadesh minister of stage Dattatray Bharane ji ne diye hai. Issi mamle ko lekar ek baithak main yah nirnay liya gaya. Iss baithak main mantra Bharane ke sath sansad Sunil Tatkare aur zile ki guardian …

Jetty ki samsya ka samadhan….machhli vyapar ke liye sari suvidhanye di jane ke aadesh ad Read More »

Swatantra Divas ke avsar par Aditi Tatkare pratyaksh bhent dekar lee vikas kamon ki jankari

Shrivardhan, Aug, 17: Zile ki guardian minister Aditi Tatkare ne zile ke kai vikas kamon ko bhent dekar kamon ki janch ki. Yaha ke grameen rugnalay ke digital x-ray machine ka udghatan unhone kiya. Iss digital x-ray machine ka yaha ke logon ka bahut labh hoga aisa bhi unhone kaha. Rashtriya Grameen Peyjal Yojana ke …

Swatantra Divas ke avsar par Aditi Tatkare pratyaksh bhent dekar lee vikas kamon ki jankari Read More »

Dr. Babasaheb Ambdekar Technological university main Aatmanirbhar Bharat cell ka udghatan

Lonere, Aug 17: Swatantrata divas ke pavan avsar par Yahan ke Dr. Babasaheb Ambedkar Technological university ke Aatmanirbhar Bharat cell ka online udghatan Rajyapal mahoday Shri Bhagatsaingh Koshyari ne kiya. Iss karykram main Suchna aur Prasaranmantri Shri Prakash Javadekar ne online sahbhag liya. Apani matrubhasha main shiksha lena aur apani antarik Shakti ko janana aaj …

Dr. Babasaheb Ambdekar Technological university main Aatmanirbhar Bharat cell ka udghatan Read More »

Enable Notifications    OK No thanks