Mangaon

Mangaon main construction site ke majdoor berojgar, bhukhmari ka sankat

Mangaon, Sept 25: Corona mahamari ka badhta failav dekhkar sarkar ne lockdown ghoshit kiya tha. Iss kaal main sabhi prakar ke vyavsaay band the. Inmain ek tha, construction vyavsaay. Mangaon main bhi construction site par kaam karnewale bahut saare majdoor bekar ho gaye hai. Hath main rojgar nahi, paise nahi aise main parivar par bhukhmari …

Mangaon main construction site ke majdoor berojgar, bhukhmari ka sankat Read More »

Suman RameshTulsiani Charitable Trust ki taraf se school ko madad

Mangaon, Sept 10: Lokmanya Dnyandeep School Sai iss pathshala ka Nisarag cyclone main kafi nuksan hau tha. Iss nuksaan se ubharne ke liye aur school ki marammat ke liye Mumbai ke Suman Ramesh Tulsiani Charitable Trust ne 1 lakh, 65 hajar ki madad kee hai. Yah school Sai Panchkroshi Shikshan Prasarak Mandal, Sai sanstha ka …

Suman RameshTulsiani Charitable Trust ki taraf se school ko madad Read More »

Paani pradushit karnewali company ko plant band rakhne ki grampanchayat ki notice

Mangaon, Aug 28: Nijampur grampanchayat ne JTL naam kee corporate company ko apna plant band rakhne ki notice de dee hai. Nijampur grampanchayat ki had main aanewale Koste-Budruk gaon ke paas GTL company ka plant hai. Yah company apna sara dushit paani paas main bahnewali Kaal nadi main chhod rahi hai. Iss se nadi ka …

Paani pradushit karnewali company ko plant band rakhne ki grampanchayat ki notice Read More »

Dr. Babasaheb Ambdekar Technological university main Aatmanirbhar Bharat cell ka udghatan

Lonere, Aug 17: Swatantrata divas ke pavan avsar par Yahan ke Dr. Babasaheb Ambedkar Technological university ke Aatmanirbhar Bharat cell ka online udghatan Rajyapal mahoday Shri Bhagatsaingh Koshyari ne kiya. Iss karykram main Suchna aur Prasaranmantri Shri Prakash Javadekar ne online sahbhag liya. Apani matrubhasha main shiksha lena aur apani antarik Shakti ko janana aaj …

Dr. Babasaheb Ambdekar Technological university main Aatmanirbhar Bharat cell ka udghatan Read More »

Enable Notifications    OK No thanks