Deshmukh

Revdanda bajaar me rognirodhi dava ka chhidkav kiya gaya

person-white-chemical-protection-suit-holding-sprayer-with-disinfectant-chemicals-stop-spreading-highly-contagious-virus_342744-925-d863c501

Corona ke badhte prokop ko dhyan me rakhte hue, revdanda gram panchayat ne revdanda vibhag me rognirodhi dava ka chhidkav kiya. Iss rognirodhi dava ke chhidkav ko Youth Fortune sanstha ka sahyog mila tha. Corona infection bimari ke mareejon ki sankhya chinta badhane vali hai. Revdanda parnaka yaha sarpanch Manisha Chunekar inke hathon rognirodhi dava …

Revdanda bajaar me rognirodhi dava ka chhidkav kiya gaya Read More »

Alibag sheher ki dukane ab dupaher ke bad puri tarah se band

safe_image (9)-8dcac8ea

Corona ka badhta prakop dhyan me lete hue alibag nagarpalika parshasan dwara shanivar aur ravivar ko sheher band rakhne ka faisla liya gaya hai. Baki dino me bhi dupaher 1 baje tak hi dukane khuli rahegi. Alibag ke police adhikari, tehsildar aur nagar adhyaksh Prashant Naik inki batchit hui. Iss baithak me sancharbandi me chhut …

Alibag sheher ki dukane ab dupaher ke bad puri tarah se band Read More »

Vyavsayikon par karvayi

SAVE_20210406_103326-86917d5a

Kapda vyapari aur jewellers inhone dukan me samajik jagah na rakhne ke karan jamabandi aadesh ka ullanghan karne par police adhikariyon ne karvayi ki hai. Shasan dwara corona sambandhit; kapda, jewelry, kirana vyapari or anya chijon par jo naye niyam lagaye hai unn niyamon ka palan na karnevalon par karvayi ki jayegi, aisa police adhikariyon …

Vyavsayikon par karvayi Read More »

Bacchon ki pareshani chhudvane ke liye Balsnehi Police Kendra

SAVE_20210405_103448-e7cd94f0

Raigad police dwara alibag police thane ke parisar me konkan ke pehle Balsnehi Police Kendra ki sthapna ki gayi hai. Balsnehi Police Thane me bacchon par ho rahe attyachar ka nirakaran karne ke uddesh se alibag police kam karne vale hai. Jileme  roha aur karjat yaha aur do Balsnehi Police Kendra sthapan karne vale hai. …

Bacchon ki pareshani chhudvane ke liye Balsnehi Police Kendra Read More »

Kachli gaon me jame hue pani ki pareshani sudharne ki maang

130599407_1715094981998778_6983097774661146061_n-ba00f24b

Khet me sandpani ya khadi ka pani jama hone ke karan machharon ka praman badhne se nagrikon ko pareshani ho rahi hai. Khadi ke pani ki badbu ke karan machharon ka praman bohot hi badh gaya hai. Iss bareme Janshakti Bahuddeshiya Sanstha ke adhyaksh Ajit Patil inhone alibag gatvikas adhikariyon ko nivedan diya hai.Kachli gaon …

Kachli gaon me jame hue pani ki pareshani sudharne ki maang Read More »

Enable Notifications    OK No thanks