Mhasala me pahuncha ST ka truck
Mhasala : Aam logon ki, pravasiyon ki seva karne vali ‘laal pari’ ST bus ab maal parivahan ke kam ayegi. Guruvar ko navi Mumbai, kalamboli se mhasala sarkari godam me kendra sarkar ke pantpradhan nishulk anaaj yojna ke dwara 100 quintal chaval lekar maal parivahan truck haajir ho gaya. Rajya me 2020 se maharashtra rajya …