Bank nijeekaran ke khilaaf karmachaariyon ka aandolan

safe_image (5)-4c668b8a

Sarkarne shaskiya nijeekaran ko shuruvat ki hai. Iss virodh me desh ke sabhi shaskiya bank karmchariyon ne 15 aur 16 march aise 2 din bank band aandolan shuru kiya hai. Raigad jila ke 270 bank shakha 2 din band rakhe gaye hai, 5 hajaar adhikari karmchari iss aandolan me sehbhagi hue hai. Kal alibag ke Union bank ke samne inn karmchariyon ne andolan kiya.

Shaskiya bank par grahakon ka vishwas hai. Lekin, kendra sarkar ab iss shaskiya bank ka nijeekaran kar rahe hai. Kendra sarkar ke iss faisle ko bank adhikari, karmchari inhone virodh kiya hai. Jiske karan bank adhikari aur karmchari raste par aakar aandolan kar rahe hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks