Machhuaron ko kisan credit card dene me raigad jila aage

safe_image (4)-01c46354

Kendra sarkarne kisan credit card iss yojana ka labh iss saal se machhuaron ko bhi dene ka faisla liya hai. Iss yojana ko machhuaron ka achha pratikriya mil raha hai. Jile ke 1000 machhuaron ko iss yojana ke antargat 4 crore 38 lakh rupaiyon ka karja diya gaya hai. Machhuaron ko kisan credit card dene me raigad jila rajya me pehla hai.

Pehle yah yojana keval kisano ke liye lagu ki gayi thi. Abhi pashu palan aur macchi vyaparion ka bhi samavesh kiya gaya hai. Jile me abhi tak takriban hajaar 177 machhuaron ne iss yojana ke liye nam diya hai. Ismese 1002 prastav manjur kiye gaye hai. Unhe kisan credit card ka vitaran kiya gaya hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks