Barshiv me ghar me lagi aag

13953158077_e020b81c0d_w-ab2e2bbd

Revdanda : murud taluka ke bhoighar grampanchayat simaon ke barshiv yaha raat ke samay ghar ko aag lagne ke karan bada nuksan hua hai.

Achanak lagi aag ke karan hahakar mach gaya. Aag bhadak uthne ke karan aaju baju ke gharon ko bhi khatra nirman ho gaya tha. Gaon ke yuvakon ne aag bujhane ka prayatna kiya. Lekin, aag behat failne ke vajah se aakhir me JSW ke agnishaman dal ko sampark kiya gaya. Barshiv yaha Paresh mahadik inhone aag lagte hi ghar me rakha cylinder bahar nikal liya tha. Unhe Nikhil mahadik aur Keshav kasar, Vishwas divekar, inhone madad ki. Murud tahsildar Gamit gavit inhone aag me hue nuksan ki janch ki hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks