Alibag

Kharab raastaon ki marammat warna kanooni karywahi, Zila Congress Adhyaksha ka ishara

  Alibag, Oct 7: Shahar ke kai bhago main sadake kharab ho gayi hai. Aur Albag ko baki shahron se jodne wale raste bhi kafi kharab ho chuke hai. Un raastaon ki marammat jaldi se jaldi kee jaye warna kanooni karywahi ke liye tayyar ho jaye aisa ishara Zila Congress ke adhyaksha Ad. Praveen Thakur …

Kharab raastaon ki marammat warna kanooni karywahi, Zila Congress Adhyaksha ka ishara Read More »

Mobile par mahila ko pareshan karnevale par apradh hua darj

26580100556_6c3354a269_w-01a0acb9

Revdanda : ke gel india ltd., Usar (taluka alibag) me Maharashtra suraksha bal seva me kam karne vale 21 varshiya mahila ko mobile se ashlil chije kar video call karke pareshan karne ke karan mahila ne revdanda police thane me sambandhit firyaad darj ki. Police adhikariyon ne mobile number se sandhehajanak vyakti ke virodh me …

Mobile par mahila ko pareshan karnevale par apradh hua darj Read More »

Punyashlok Ahilyadevi Holkar purskar ke liye 31 Aktubar tak aavedanpatr bharne ka aavahan

Alibag, Oct 7: Rajya sarkar ki Mahila aur Balvikas Vibhag ki taraf se mahila aur balvikas kshetra main vishesh kary karnewali mahilanye aur sansthaon ko har saal Punyashlok Ahilyadevi Holkar puskar se nawaja jata hai. San 2018-19 aur 2019-20 in salon ke liye ichhuk vyakti aur sanstha 31 Aktubar tak aavedan bhar sakte hai. Yah …

Punyashlok Ahilyadevi Holkar purskar ke liye 31 Aktubar tak aavedanpatr bharne ka aavahan Read More »

Hotel, Restaurants, Food Court aur Bar chalkon ko niyamon ka palan karana bandhankarak

nidhi chaudhary-819bd1f8

Alibag, Oct 7: Mission Begin Again muhim ke antargat rajya main 5 Aktubar se hotels, restaurants, food court aur bar phir se shuru kar diye gaye hai. Lekin iss vakt niymon ka palan karna bandhankarak hai. Kshamta se 50% maryada se hi shuruvat ki jayegi. Sarkar ki taraf se standard operating procedure nischit kar di …

Hotel, Restaurants, Food Court aur Bar chalkon ko niyamon ka palan karana bandhankarak Read More »

Pustakalay shuru karne ki maang

26769304919_4a83e87914_w-b351bbf8

Corona infection ka prakop rokne ke liye pustakalay band hai. Abhi unlock ki prakriya shuru hone par bhi pustakalay ka lenden vibhag band hi hai. Ve vachanalay, pustakalay shuru karne ki anumati di jaye, isliye raigad jila pustakalay sangh ki or se nivasi upjila adhikari Dr. Padyashri bainade inhe nivedan diya gaya hai. Maharashtra shasan …

Pustakalay shuru karne ki maang Read More »

Enable Notifications    OK No thanks