Raigad

Pensioners’ ke liye 31 December ko Daak Adalat ka aayojan

  Alibag: Daak vibhag se nivrutt huye vetandharkon ki samsya sulzane ke liye 31 December ko Daak Adalat ka aayojan kiya janewala hai. Yah aayojan Mukgya Poastmaster General, Maharashtra Circle Maharashtra dwara aayojit kiya jar aha hai. Iss adalat main pensioners ki har prakar ki samsya, seva main hote huye jinki mrityu huyi hai unke …

Pensioners’ ke liye 31 December ko Daak Adalat ka aayojan Read More »

Zila Krisha Purskaron ke liye aavedanpatra bharvane ka aavahan

  Alibag: Krida aur Yuvak Seva Sanchnalay ki taraf se Zila Krida Adhikari Karyalay, Raigad dwara zile ke sarvshreshtha yuva sportsperson aur unke pratibhasampann Krida margdarshak, inke kary ko samnanit karne ke hetu prashasan ki taraf se purskar diye jate hai. Unke kary aur yogdan ko dhyan main rakhkar unka sanman karne hetu 2002 se …

Zila Krisha Purskaron ke liye aavedanpatra bharvane ka aavahan Read More »

Antargat raste ke kam ka hua shubharambh

301920_225310440863979_867316312_n-64f122aa

Revdanda gram panchayat kshetra ke revdanda madhyamik highschool se theronda aappa chauk ke dauran prantpradhan gramsadak yojana se dambar ki sadak banayi ja rahi hai. Iss kam ka sarpanch Manisha Chunekar inke hathon shubharambh hua. Dauran gram panchayat sadassya Rajendra Kumar Vadkar, Sandip Khot, gram vikas adhikari Pradip Divkar aur gramasth badi sankhya me upasthit …

Antargat raste ke kam ka hua shubharambh Read More »

Kisanone MahaDBT portal dwara Krishi Yojnaonka labh lene ka aavahan

krushi-vibhag-8e9f5f92

  Alibag: Krishi Vibhag ne ab Maha-DBT portal ‘kisan yojana’ iss section banaya hai. Jiske chalte kisano ki suvidha ke liye sabhi kisan yojnaon ki jankari aur  ek hi aavedanpatra ke ke sath sabhi prakar ke labh unko dene ki koshish krishi vibhag ki taraf se ki ja rahi hai. Iss ekatmik sangnakiy pranali ki …

Kisanone MahaDBT portal dwara Krishi Yojnaonka labh lene ka aavahan Read More »

Enable Notifications    OK No thanks