Indian Coast Guard ki taraf se training

Alibag, Aug 16: Indian coast guard ki taraf se zile ki coastal area ki surksha ke liye ek khas training ka ayojan kiya tha. Zila police force ki QRT ke police ko yah training di gayi. Yah training Indian coast guard ke jahaj par liya gaya. Coastal area ko surkshit rakhne ke liye patrolling kaise ki jati hai yah bhi iss vakt sikhaya gaya.

Samudri kinare honewale kisi bhi desh ke liye uske coastals ko surkshit rakhana bahut jaroori hota hai. Iss main patrolling bahut hi jimmedari kam hota hai. Iss training ke vakt patrolling karte huye kaun kaun si baatonpar dhyan dena jaroori hai, yah bhi pratyakshik kruti se bataya gaya.

Zila police force ka manana hai, unke javanon ke liye yah training kafi upyukt tha.

 

Photo credit: twitter   

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks