Internet ka speed hai kam, Rashan dukandaron ka nikal raha hai dam!

Aagardanda, Nov 24: Jarooratmand nagrikon sarkar ki taraf se rashan card par dhan aur baki jaroorat ka saman sasti kimat par diya jata hai. Samay ke anusar nayi taknik ko isse joda gaya hai. Ab har mahine e-paas machine ki sahayata se dhan vitrit kiya jata hai. Lekin yahan internet ki kam speed ki wajah se pichhle 2-3 dinon se rashan-card dharakon ke anguthe ka nishan machine par lena mushkil ho gaya hai. Internet ka speed rashan dukandaron ko aur nagrikon ko bhi pareshan kar raha hai.

 

E-Paas machine ki sahayata se dhan vitran main kisi prakar ka bhrashtachar hone ki aashanka kam ho gayi hai lekin uske liye yaha achhan speed nahi milta hai aur uski wajah sabhi ko kafi pareshani uthani pad rahi hai.

photo credit: sddefault-youtube-image used only for representation

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks