Krushi, pashupalan sabhapati Manve inhone ki kisano se mulakat

27758523186_eaf84766bf_w-b8d1b3c2

Raigad jila parishad ke krushi, pashupalan sabhapati Baban Manve inke sath jila parishad ke pashupalan aur krushi vibhag ke adhikari inhone murud taluka ke pashupalan aur krushi vibhag ke kamkaj par shighre me dhyan diya. Taluka ke pragatishil kisano ke khet me aur tabele me swayam mulakat karke kheti ka, dudh vyapar aur bakripalan upakram me kiye gaye prayog ki jankari li gayi.

Pashupalan sabhapati Baban Manve inhone kisano ko bataya ke, adhunik yantra samagri ka istemal karke kis tarah se kheti ki ja sakti hai. Kheti me se jamin pahchankar konsa utpanna ho sakta hai iski dyaan hona jaruri hai. Kshetra kam hone par bhi jyada utpanna lena aana chahiye. Pashu palan karte samay shasan dwara kiye gaye yojanaon ka fayda har kisan ne lena chahiye. Raigad jila parishad ki behat si yojanaen karyanvit hokar har kisan dwara laabh uthana chahiye. Kisano ne kheti ke sath murgi palan, dairy vyapar inpar jyada dhyan kendrit karke arthik madad prapt ho sakti hai, aisa Baban Manve inhone dava kiya hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks