Mahila atyachar ki ghatnaen me hui kam

125-1253065_girls-safety-and-disasters-adolescent-girls-icon-80ef4ffd

Mahilaon ke suraksha ke liye shasan sthar par vividh yojana karne par, raigad jile me pichhle 10 mahino me mahila atyachar ke 130 apradh darj hue hai, to dusri taraf dahej ke nam par jaan lene ki ek bhi ghatna darj nahi hui hai. Raigad police inhone mahilaon ke suraksha par jyada dhyan dene ke karan mahila atyachar ki ghatnaen kam ho gayi hai.

Mahilaon ke atyachar ke virodh me abhitak 25 apradh darj hokar, isme se 6 apradh sabit kiye gaye hai, to 19 apradhiyon ko chhod diya gaya hai. Jila me 24% mahila atyachar ka praman hai.

1 january 2020 se 10 October 2020 ke dauran mahilaon ke sandarbh me balatkar, dahej ke liye pareshan, vinaybhang, chhedchhad jaisi 130 ghatnaen darj hui hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks