Online shiksha se vanchit rakhne vale sath vidyalayon ko notice

Online education

Lockdown ke kalavadhi me logon ke kam chhut gaye, adhi tankhwa kat di gayi aise samay me fees na bharne par behat se chhatron ko vidyalayon ne online shiksha dena band kiya. I’d block karke yah prakar kiya jata hai. Is sandarbh me MNS ne panvel ke gatshiksha adhikariyon ke pas shikayat karne ke bad gatshiksha adhikariyon ne sath vidyalayon ko notice bheji hai. Is notice me in vidyalayon ko kadi chetavani dete hue jin chhtron ko online shiksha se vanchit rakha ja raha hai aise chhatron ke mata-pita se charcha karke un chhatron ko filhal online shiksha prakriya me samavesh karne ki suchna di gayi hai. In suchnaon ko najar andaaj karne par vidyalayon pe karvayi prastav shiksha adhikari raigad jila parishad ke pas karvayi ke liye bheja jayega.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks