Alibaug ke prathmik shikshko ne ki offline abhyasmala ki nirmiti.

download

Corona ke sankrman ke dauran rajya main school band hone se, online ke jariye padhai ho rahi hain. Aise main Alibaug taluka ne offline padhai karane ka nirnay liya. Anek mata-pitao ke paas android mobile na hone ki vajah se vidyarthio ko online padhai main kathinaiya aa rahi hain. Is par upay ke liye Alibaug …

Alibaug ke prathmik shikshko ne ki offline abhyasmala ki nirmiti. Read More »

Jilha adhikariyon ka aadesh : Samajik ganpati ki sthapana karne ka na soche

ganesh

Raigad : Jilhabhar me covid 19 ko dhyan me rakhte hue sarkar ne ganpati tyohar par kuch pabandiya lagai hai. Is saal samajik ganpati mandal samajik taur var ganpati sthapan karne ka na soche. Margdarshak suchna jilha adhikari ke antargat tyohar ke liye kuch niyam jahir kiye gaye hai. Isme mukhya taur par tyohar kis …

Jilha adhikariyon ka aadesh : Samajik ganpati ki sthapana karne ka na soche Read More »

Narli paurnima ke liye kayi machhue naav lekar samundar me hue ravana

Fish

Murud taluka ke aagardanda, rajpuri, murud, ekdara, borli, korlai, majgaon, nandgaon in thikano par 650 yantriki naav hokar bhi machhue naye mausam ki shuruvat karne vale hai. Ab badi badi naavon me chaval, rockel, tel, barf, masale aise roj ke bhojan ke liye lagne vala kirana maal bharke badi badi naav gehre samundar me aath …

Narli paurnima ke liye kayi machhue naav lekar samundar me hue ravana Read More »

Enable Notifications    OK No thanks