Yadav

” Murud Main 794 Hector Kshetra Ka Nuksan ” – Kisan Pareshan

images-ac938e5d

TUPHAN KI VAJAH SE MURUD ME 32 PRATISHAT KHETI KA KSHETRA PRABHAVIT.  Nisarg tuphan ki vajah se Murud taluka ke 2503 hectar kheti ke kshetra me se 794 hectare kshetra prabhavit huwa hain. Nuksan ka panchnama pura hone ke baad Murud taluka ke Nariyal, supari, aam ke bago ka bhari nuksan huwa samne aaya hain. …

” Murud Main 794 Hector Kshetra Ka Nuksan ” – Kisan Pareshan Read More »

Murud Taluka ke Walwati Gaon me “Bijali ke Bill” ne ki “Mushkilon main Badhotri”

WhatsApp Image 2020-08-27 at 16.34.30 (1)

Chakrawat (cyclone) tufan ke baad waise bhi murud taluka ke kai gaon main bijali ki samsya se log har roj lad rahe the walwati gaon main to 1 mahine tak bijali nahi thi , gaon ke logo ke sath baat karne baad pata chala ki 1 mahine ke baad bijali to aa gayi lekin har roj …

Murud Taluka ke Walwati Gaon me “Bijali ke Bill” ne ki “Mushkilon main Badhotri” Read More »

Mahad durghatana main 4 sal ke bachhe ki aage ki jimmedari uthayenge dr shrikant shinde foundation

download 1

24 agust 2020 ko mahad main paanch manjila imarat giri thi us durghatna main do(2) 4 saal ke bachho ne apna pura parivar kho diya hain. Pure athara(18) ghanthe tak mohmmad bangi ye bachha malbe main jivan aur maut ke bich sangharsh kar raha tha. Bachav pathak ne acche se kaam karte huye bachhe ko …

Mahad durghatana main 4 sal ke bachhe ki aage ki jimmedari uthayenge dr shrikant shinde foundation Read More »

Murud me Anjuman Islam Janjira ITI tantrik shikshan sanstha ke pracharya pad par Eshtiyak Ghalte ji ki niyukti

anjuman islam - Copy

Murud me Anjuman Islam Janjira ITI tantrik shikshan sanstha ke pracharya pad par Eshtiyak Ghalte ji ki niyukti ki gayi hain.Vidhyarthiyo ko tantrik shikshan dekar kabil banane me Anjuman sanstha ka bada naam hai.         Eshtiyak Ghalte ji ne 1992 se nirdeshak pad se kam ki shuruvat ki thi. 2013 me unko santha ki taraph …

Murud me Anjuman Islam Janjira ITI tantrik shikshan sanstha ke pracharya pad par Eshtiyak Ghalte ji ki niyukti Read More »

Aagardanda jetty par nirnay na huwa to machuwaro ka aandolan ka ishara

image 2

Mumbai sthit machalio ka mukhya market band hone se Rajapuri, Dighi, Murud, Ekdara se pakdi jane wali machali machuwaro ko bina beche hi phekni pad rahi hain. Maharashtra sagari board ke paas 6 se jada jetty hain. Usme se Aagardanda main 3 jetty hain, in tino me se koi bhi ek jetty machuwaro ko di …

Aagardanda jetty par nirnay na huwa to machuwaro ka aandolan ka ishara Read More »

Enable Notifications    OK No thanks