Khalapur ke PNP pathshala me, janbhagidari se Covid kendra

khopoli27-07-202001

Khalapur me corona pidhitonki sankya din-ba-din badhti hi ja rahi thi, aur ilaaj ke liye marijonko mumbai, navi mumbai shahron me bheja ja raha tha. Corona badhit marijonko apne gaon me hi ilaaj mil jaye is uddesh se khalapurke yuvak aur nagarikone milkar janbhagidari se PNP pathshala me covid kendra sthapit kiya. Janbhagidari se sthapit …

Khalapur ke PNP pathshala me, janbhagidari se Covid kendra Read More »

Raigadh Main Hospital ki kshamta Badhane par sarkar kar rahi hain vichar

care-point-hospital-uran-navi-mumbai-hospitals-bxtk5

Raigad jile ke Karjat taluka main shasan covid ke liye hospital ki kshamta badhane par kar rahi hain vichar, hospital ki sthiti dekhane ke bad raigad ke palakmantri ji ne ye ashwasan diya hain 400 me se 210 bed honge prashansan ke control main ye sare bed oxygen ki suvidha ke sath honge aur 10 …

Raigadh Main Hospital ki kshamta Badhane par sarkar kar rahi hain vichar Read More »

Pehele Hi shravani somvar ko bhakt nahi le paye apne aaradhya shivji ka darshan

M3RPCX

Korona ka badhta hua pradurbhav dekhte hue Raigad jila mein Sare mandir band kar diye gaye  hain.  Kal pehle hi shravani somwar ko bhakt nahi le paye shiv ji ka darshan,  mandir ke bahar se hi darshan karne pade,  Kuchh Bhakton ne ghar se hi pooja karna sahi samjha.    Lekin iski vajah se Puja …

Pehele Hi shravani somvar ko bhakt nahi le paye apne aaradhya shivji ka darshan Read More »

Karanja – Uran nausena base me 2 megawatt saur urja pariyojana ka udghatan.

Karanja - uran

Karanja – Uran ke nausela ke adde me yah pariyojana sthapit ki gayi hai. Yah sirf pure vibhag ki sabse badi saur urja pariyojana hi nahi to 100 pratishat swadeshi hai. Iske liye lagne wale panel swadesh me hi viksit kiye gaye hai. Usi tarah trekking table aur inverter bhi swadeshi hai. Suraj ke badalte …

Karanja – Uran nausena base me 2 megawatt saur urja pariyojana ka udghatan. Read More »

Pre cyclone alert

*सर्व वीज ग्राहकांना नम्र विनंती दिनांक 3 व 4 जून 2020 रोजी येणाऱ्या अतितीव्र चक्रीवादळा मध्ये महावितरण कंपनी च्या मालमत्तेस भरपूर प्रमाणात हानी होण्याची शक्यता आहे. तसेच चक्रीवादळ दरम्यान विजेचे 

Maharashtra Government ka self test app

Aap apna test khud kar sakte hain. Yeh ek software based service hai Mahrashtra Government ki joh batati hai kai aap ko Covid-19 kai hone ki kitni sambhavna hai. Iss service ko access karne kai liye please iss link ko check kare (yeh test English/ Hindi aur Marathi mai uplabhd hai)- https://covid-19.maharashtra.gov.in/

Enable Notifications    OK No thanks