Tapri dharakon ki madad ke liye CRZ ka kanun aade aa raha hai

3653648486_c529ceaa98_w-2f1df9eb

Chakravat me samundar kinare tapri dharakon ko abhi tak nuksan bharpayi nahi mili hai. Unko madad karte hue CRZ ka kanun aade aa raha hai, lekin jinko madad mili hai, sirf unki list dikhayi jaye aisi maang ho rahi hai.

3 june ko chakravat me raigad jila ke shrivardhan, murud, mhasla, alibag, mangaon, pen inke sath anya taluka ka bhi jordar nuksan hua hai. Jikse karan samundar kinare ke tapri aur stalls ka jyada nuksan hua hai. In tapri dharakon ko panchname ke anusar abhitak kisi bhi prakar ki madad nahi mili hai.

Sarkar aur prashasan ne tapri dharakon ko 1 crore ki aarthik madad ki hai, agar yah sach hai to abhitak kuch tapri dharak madad se vanchit kaise rah gaye? Prashasan ne jald se jald madad kiye gaye tapri dharakon ki list dikhaye, aisi maang samajik karyakarta Sanjay Sawant inhone ki hai.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks