Bina kisi fund ke vridhhashram chalana hua mushkil

Old age home

Corona ke failav ke karan chalu kiye gaye lockdown aur social distancing ke niyamon ke vajah se bahar ka koi insaan vridhhashram ko na aane se varisth nagrikon ko behat pareshani ka samna karna pad raha hai. Kisi bhi tarah ki funding aur arthik madat na hone ke karan vridhhashram ke varishth nagrik vhyathit the. Lockdown ke karan logon ke kam chhut gaye, aise sthiti me vridhhashram kaise chalaya jaye, varishth nagrikon ka khyaal kaise rakhe aise sawal sata rahe the. Aise samay par jindagi bhar ki jama punji todkar vridhhashram ke varishton ka dekhbal karne ka vridhhashram chalak Ad. Jayendra Gunjal inhone bataya. Inka kehna hai ki, behat se varisth nagrikon ko apne parivar ka sath na milne par ve koi chara na hone ke karan vridhhashram aate hai. Isliye vridhhashram ka rupantar anand ashram me kiya jaye.

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks