Roha, Sept 29: Lockdown kaal main online shiksha shuru hai lekin jahan internet ki suvidha nahi hai wahan par shikshak khud gaono main jakar social distancing ka palan karke shiksha de rahe hai. Lekin Roha main chitr alag hi hai.
Pichhle 6 mahinon se yahan ke zila parishad ke shcoolon main shikshak nahi aa rahe hai, uski wajah se vidyarthiyon ka shiksha ka kafi nuksan ho raha hai. Iss bare main palak, grampanchayat sadasya aur sarpanch kafi naraj hai.
Iss wakt shikshk ashaikshnik kam bhi nahi kar rahe hai phir bhi vidyarthiyon ki taraf anstha dikha rahe hai, uss se vidyarthiyon ka hi sabse bada nuksan honewala hai. Kuchh shikshak gaon chhodkar bhi chale gaye hai, yah bilkul galat hai, aisa gaonwale bol rahe hai.
photo credit: justdial.com