Dr. Babasaheb Ambdekar Technological university main Aatmanirbhar Bharat cell ka udghatan
Lonere, Aug 17: Swatantrata divas ke pavan avsar par Yahan ke Dr. Babasaheb Ambedkar Technological university ke Aatmanirbhar Bharat cell ka online udghatan Rajyapal mahoday Shri Bhagatsaingh Koshyari ne kiya. Iss karykram main Suchna aur Prasaranmantri Shri Prakash Javadekar ne online sahbhag liya. Apani matrubhasha main shiksha lena aur apani antarik Shakti ko janana aaj …