Badh ke paani ke sampark se Leptospirosis ka khatara

leptospirosis

 

Alibag, Oct 17: Bhartiya Mausam Vighag ki purv suchna ke anusar pure rajya main aur Kokan main pichhle teen din toofani barish huyi hai. Kai jagahon par badh sadrushya chitr dekhne mil raha hai. Barish ki wajah se kheti ka bade nuksan hua hai ab swasthya se lekar badi samsya ka khatra bhi hai.

Badh ke paani se pratyaksh roop se kai samay tak sampark main aane jane se leptospirosis ka khatara ho sakta hai, iss ke baare main zilaadhikari karyalay se suchana dee gayi hai.

 

Iss bimari main bukhar, thand lagana, sirdard, aankhe lal hona, badandard, garden main dard aadi pareshani ho sakati hai. aise lakshan dikhte hi najdik ke swasthya Kendra se sampark karne ka aavahan prashasan ki taraf se kiya gaya hai.      

 

photo credit: medlife

Share this...
Share on Facebook
Facebook
Tweet about this on Twitter
Twitter

Leave a Comment

Enable Notifications    OK No thanks