Kamble

Murud main Swachhta Sarvekshan Muhim ki Shuruvat

Aagardanda, Oct 25: Murud shahar swachha aur sundar rakhne ke  Nagarparishad ne Swachhata Sarvekshan Muhim ki shuruvat ki hai. Shahar saaf aur sundar rakhne ke liye kude-kachre ka thik niyojan karana avashyak hai. Gila aur suka kachra alag rakhana, plastic ki thailiyonka upyog na karna iske liye nagrikon ko protsahan dene ka praytan prashasan ki …

Murud main Swachhta Sarvekshan Muhim ki Shuruvat Read More »

Murud aur Roha main banega naya Aushadhi Nirman Udyan

  Mumbai, Oct 23: Raigad zile main jald hi Aushad Nirman Udyan (Bulk Drug Park)  bananawala hai. Yah udyan Murud aur Roha main shuru kiya jayega. In donon taluka ke kul milakar 17 gaon ki 1994.969 hector kshetraa Maharashtra Aaudyogik Vikas Mahamandal (MIDC) ki taraf se adhisuchit kiya gaya hai. Yah jankari rajya ke Udyog …

Murud aur Roha main banega naya Aushadhi Nirman Udyan Read More »

Swayam Sahayta Gut ke mahilaon ko Bank Sakhi hone ka mauka

Alibag, Oct 23: Maharashtra Rajya Grameen Jeevanotti Abhiyanatargat kisi bhi Swayam Sahayta (Bachat) Gut ke mahila ko bank sambhandhit kam karke thodi bahut kamai karne ka mauka diya ja raha hai. Bachat Gut main kam karte huye bank se sambhandhit kamon main adchne aati hai, unki madad karne ke hetu yah Bank Sakhi yojna ka …

Swayam Sahayta Gut ke mahilaon ko Bank Sakhi hone ka mauka Read More »

Online shopping main mahila se dhokadhadi, 41 hajar ka laga chuna

Murud, Oct 21: Lockdown main jyada tar log online kam kar rahe hai. Lekin iss main online dhokadhadi ke cases bhi badh gaye hai. Aisi hi ghatna yahan ghati.  Online kapde kharadadari karte samay yahan ki ek mahila se dhokadhadi ka mamla samne aaya hai. Iss mahila ko online shopping main 41 hajar ka chuna …

Online shopping main mahila se dhokadhadi, 41 hajar ka laga chuna Read More »

Shahidon ko shradhanjali arpit karke Police Smriti Divas manaya gaya

Alibag, Oct 22:  Samaj aur desh ki seva karte karte hutatma huye sathi janon ko aaj Raigad Police dal ki taraf se shradhanjali arpt kee gayi. Ziladhikari Nidhi Chaudhary aur Police Adhikshak Ashok Dudhe ji ki pramukh upshtiti main yah karykram sampanna hua. 21 Aktubar yah divas pure deshbhar main Police Smriti Divas ke taur …

Shahidon ko shradhanjali arpit karke Police Smriti Divas manaya gaya Read More »

Enable Notifications    OK No thanks