Kamble

Rikt padon ke bare main baithak

Mumbai/Murud, Oct 9: Murud Nagarparishad aur Roha Nagarparishad ke Adhikari-karmchari ke rikt padon ke baare main kal Mumbai main mantralay main baithak huyi. Iss baithak main zile ki guardian minister Aditi Tatkare rajyamantri (Nagarvikas) Prajakt Tanpure aur zile ke sansad Sunil Tatkare upsthit the. Murud Nagarparishad main kai dinon se rikt huye padon ki samsya …

Rikt padon ke bare main baithak Read More »

Shri Kshetraphal mandir ka vikas sansad nidhi se karne ki mang

Murud, Oct 8: Yahan ka Datt mandir prasidhh hai. Usi marg par aage jake Shri Kshetraphal  yah bhagvan Shankar ka prachin mandir hai. Pichhle kai salon se yaha Mahashivratri ka utsav bade utsaah ke sath manaya jata hai. Yaha bhavik badi sankhya main aate hai. Lekin iss prachin mandir tak jaanewala raasta bahut kharab ho …

Shri Kshetraphal mandir ka vikas sansad nidhi se karne ki mang Read More »

Kharab raastaon ki marammat warna kanooni karywahi, Zila Congress Adhyaksha ka ishara

  Alibag, Oct 7: Shahar ke kai bhago main sadake kharab ho gayi hai. Aur Albag ko baki shahron se jodne wale raste bhi kafi kharab ho chuke hai. Un raastaon ki marammat jaldi se jaldi kee jaye warna kanooni karywahi ke liye tayyar ho jaye aisa ishara Zila Congress ke adhyaksha Ad. Praveen Thakur …

Kharab raastaon ki marammat warna kanooni karywahi, Zila Congress Adhyaksha ka ishara Read More »

Punyashlok Ahilyadevi Holkar purskar ke liye 31 Aktubar tak aavedanpatr bharne ka aavahan

Alibag, Oct 7: Rajya sarkar ki Mahila aur Balvikas Vibhag ki taraf se mahila aur balvikas kshetra main vishesh kary karnewali mahilanye aur sansthaon ko har saal Punyashlok Ahilyadevi Holkar puskar se nawaja jata hai. San 2018-19 aur 2019-20 in salon ke liye ichhuk vyakti aur sanstha 31 Aktubar tak aavedan bhar sakte hai. Yah …

Punyashlok Ahilyadevi Holkar purskar ke liye 31 Aktubar tak aavedanpatr bharne ka aavahan Read More »

Hotel, Restaurants, Food Court aur Bar chalkon ko niyamon ka palan karana bandhankarak

nidhi chaudhary-819bd1f8

Alibag, Oct 7: Mission Begin Again muhim ke antargat rajya main 5 Aktubar se hotels, restaurants, food court aur bar phir se shuru kar diye gaye hai. Lekin iss vakt niymon ka palan karna bandhankarak hai. Kshamta se 50% maryada se hi shuruvat ki jayegi. Sarkar ki taraf se standard operating procedure nischit kar di …

Hotel, Restaurants, Food Court aur Bar chalkon ko niyamon ka palan karana bandhankarak Read More »

Enable Notifications    OK No thanks