Kamble

Vihoor main mobile connectivity na hone se vidyarthiyon ka nuksan

  Vihoor, Oct 2: Donon taraf se pahad aur ek taraf se samudri kinara aur iske beech basan yah gaon. Prakrutik soundary ke liye janamana. Lekin aaj issi prakrutik soundary ki wajah se yahan ke vidyarthiyon ke padhai main adchane aa rahi hai. Coron ke prabhav ke chalte lockdown ke kaal main school band hai …

Vihoor main mobile connectivity na hone se vidyarthiyon ka nuksan Read More »

Gandhi Jayanti ke avsar par ‘Beti Bachav, Beti Padhav’ karykram ka aayojan

Beti_Bachao_Beti_Padhao-010f9628

Murud, Oct 2: Rastrapita Mahatma Gandhi ke janmdin ke avsar par yahan ke Ekatmik Balvikas Seva yojna ke antargat ‘Beti Bachav, Beti Padhav’ karykram ka aayojan kiya gaya tha. Panchayat Samiti ki Sabhapati Ashika Thakur aur Taluka aayogya adhikari Dr. Chandrakant Jagtap inhone iss vakt margdarshan kiya. Mahatma Gandhi ki pratima ko pushphaar arpan karke …

Gandhi Jayanti ke avsar par ‘Beti Bachav, Beti Padhav’ karykram ka aayojan Read More »

Raigad kilepar 11 crore main se keval 37 lakh ka hi kam hua hai: Sansad Sambhajiraje ka iljam

  Alibag, Oct 1: Raigad kile ka sthan Maharashtra ke itihas main sabse mahttvapurn kila hai. Iss kile ka vikas aur sanvardhan kamon ke liye 11 crore rupye manjoor kiye hai lekin ab tak usmain se keval 37 lakh rupyonka hi kam hua hai aisa sansad Sambhajiraje ne kaha. Purattva vibhag ke kaam par unhone …

Raigad kilepar 11 crore main se keval 37 lakh ka hi kam hua hai: Sansad Sambhajiraje ka iljam Read More »

Kulaba Kilepar Swachhta Muhim

Alibag, Oct 1: Rashtrapita Mahatma Gandhi aur Purv Pradhanmantri Lalbahadur Shastri inke janmdin ke avsar par Shukravar, 2 October ko Kulaba Kile par Swachhta muhim ka aayojan kiya hai. Iske baare main adhika jankari zila karyalay ne dee hai.October 2 ko dopahar 4 baje yahan ka Kulaba kila zila prashasan ki taraf se saaf kiya …

Kulaba Kilepar Swachhta Muhim Read More »

Enable Notifications    OK No thanks