Gudhwan-Pimploli raste ki halat kharab
Karjat taluka main sthit Pimploli se hokar Anthrat, Gudhwan, Kalewadi in gaon ko jodne wali PWD ki lagbhag 10 km ki sadak, pichale anek varshon ki andekhi ki vajah se kafi kharab halat main pahunch chuki hain. Is bhag ke jyada tar aadivasi sabjiya ugate hain aur isi rasate se unhe bechane ke liye jana …