Murud Janjira

Murud taluka ke agardanda bandar me 200 se jyada naukaen sthir avastha me

8336844741_dbecf7c832_w-1fb23980

Havaman khate ke anusar murud taluka me lagatar do din halkisi barish shuru hone ke karan janjeevan puri tarah se tahes nehes ho gaya hai. Jordar barish barasne ke karan nadi – nala bhar bhar ke beh rahe hai. Usi tarah khet me pani jama ho gaya hai, to agardanda bandar me 200 se jyada …

Murud taluka ke agardanda bandar me 200 se jyada naukaen sthir avastha me Read More »

Grampanchayat ke karmchariyon ka vetan turant dene ki mang

Borli-Mandala, Sept 18: Murud taluka ke grampanchayat ke karmchariyon ko Pichhle panch mahine se sarkar ki taraf se milanewala online vetan nahi mila hai, iss baat se yahan ke karmchari kafi naraj hai. Lekin lockdown ke kaal main yah vetan nahi hua hai. Iss se in karmchariyon ke bure haal ho rahe hai. Murud taluka …

Grampanchayat ke karmchariyon ka vetan turant dene ki mang Read More »

Anshan ke baad Murud ke tapariwalon ki madad ka aashvasan

Anshan khatm: Murud ke tapariwalon ki madad ka aashvasan Aagardanda, Sept 18: Nisarg chakravat ke pidit tapariwalon ko abhi bhi koi madad nahi mili thi. Iss baat se naraj Padmdurg Vyavsayik Sanghtana ke adhyaksh Arvind Gaikar ji ne tahsildar ke karyalay ke samne Anshan shuru kiya tha. Virodhi paksh neta Mangesh Dandekar ki madhyasthata se …

Anshan ke baad Murud ke tapariwalon ki madad ka aashvasan Read More »

‘Mera Parivar, Meri Jimmedari” muhim ki Murud main shuruvat

Murud, Sept 18:Murud-Janjira nagar parishad ke karyalay se ‘Mera Parivar, Meri Jimmedari’ muhim ki shuruvat ho gayi hai. Yah muhim 15 September ko shuru ho gayi hai aur 25 October tak shuru rahegi. Covid-19 ke failav ko rokhne ke liye yah yojana banayi gayi hai. Iss yojana ke tahat har gaon ke har ghar ke …

‘Mera Parivar, Meri Jimmedari” muhim ki Murud main shuruvat Read More »

Agardanda yaha naav rukane aur machhali bechne ko anumati di jaye, anyatha andolan hoga

9632824378_8f9818a12d_w (1)-bce6a97d

Rajpuri ke jetty Bhartiya janata party ke samay me manjur ki gayi thi. Tender prakriya me yah kam pura ho gaya tha. Filhal machhuaron ko machhali bechne aur naav rukane ke liye ek bhi jetty uplabdh nahi. Machhuare behat sankat se hokar machhali bechne ke liye mumbai jana pad raha hai. Rajpuri ke jetty ka …

Agardanda yaha naav rukane aur machhali bechne ko anumati di jaye, anyatha andolan hoga Read More »

Enable Notifications    OK No thanks